Kya mai tera sapna to nahi
Pta nahi kya dar hai mujhe, tujhse bichadne ka
Aisa lagta hai ki kahin ,kismat mai wo hi dobara tadpana to nahi
Kya mai tera .......
Jaise tu baat baat par ruth jati hai ,or kabi na baat karne ki kasme khati hai
Kabi kabi lagta hai tera ye pyar bachpana to nahi..
Kya mai tera sapna to nahi
Ruk jata hu tera ye takrar dekhkar,
Or yaad aajata hai mujhe wo manzar,
Kahin fir se wo raat raat bhar ka sisikna to nhi....
Kya mai tera sapna to nahi....
