Saturday, May 20, 2017

Yaad

Kehte hai waqt laut kr nhi aata ..fir kyu uski yaad aate hi main apni zindgi k kuch saal peeche chla jata hu...
Har waqt sochta hu ki bhula diya use, fir kyu wo naam sunte hi madhos ho jata hu...
Aisa kya tha usme jo kisi or mai nhi dikhta, bs ye hi sochta hua main chup jo jaata hu....