Saturday, February 11, 2017

मेरी मोहब्बत और उनकी नज़र

 

Usko meri muskurahat mai bewafai najar aati hai....
or mujhe uski har ada mai pyar ki sacchai najar aati.... 
Wo bolti h maine use anjan bna diya....
par koi use smjhaye maine khud ko shamshan bna liya....
Kya tha mere paas uske siwa ...
jo usne mjhe bewaffa keh kr chhor diya... 
Ek kashti mai chalne ki kasme kha kr..usne mujhe kinare pr chhor diya... 
Han karta hu aaj b beintihan mohbbat usko...
kyuki mere ek tarfa pyar par uska koi haq nhi.. 
Or mujhe meri mohbbat par ratti bhar b shak nhi....